| 02 - Mehngai Dayain | Song Name: | Mehngai Dayain | Film/Album: | Aashayein | Singer(s): | Shaan - Tulsi Kumar | Music Director: | Pritam Chakraborty | Lyricist: | Kumaar | Length: | 03:55 | Music Label: | T-Series |
| |
| Lyrics of Dilkash Dildaar Duniya Song | | tere baghair tarpa karain tere baghair sapne rootha karain maana ke hai duniya haseen tere baghair duniya ham kya karain
dilkash dildaar duniya, tera deedaar duniya ham jo na paeyn tujh ko, to hai bekaar duniya [repeat]
tere baghair beronaqi tere baghair khushiyan, ham kya karain mausam sabhi hain dard ke tere baghair aur yeh tanha karain
dilkash dildaar duniya, tera deedaar duniya ham jo na paeyn tujh ko, to hai bekaar duniya [repeat]
dhoop pheeki lage, din udaasi bhara shaam rookhi lage, haal yeh hogaya jaagte ham rahain, karwaton se kahain khuwaab hi wo koi dhoond laeyn naya
neendain meri baaghi huwi tere baghair raatain ab kya karain O bekhabar, O beqadar tere baghair har pal bikhra karain
dilkash dildaar duniya, tera deedaar duniya ham jo na paeyn tujh ko, to hai bekaar duniya |
|
| | | |
| | 03 - Rabba | Song Name: | Rabba | Film/Album: | Aashayein | Singer(s): | Shiraz Uppal | Music Director: | Shiraz Uppal | Lyricist: | Shakeel Sohail | Length: | 04:30 | Music Label: | T-Series |
| |
| Lyrics of Rabba Song | | kuch bole huwe lafzon mein chupi baatain aur adh-khuli aankhon mein kati raatain [repeat] gumsum dabe dabe sulagte armaan khuwab nigaahon mein hogaey mehmaan
rabba re kya huwa, rabba re dil gaya rabba kya maajra, kya khoya, kya mil gaya rabba re kya huwa, rabba re dil gaya rabba kya maajra, kya khoya aur kya mil gaya
kuch jalte badan par meethi barsaatain phir khoi huwi raahon mein mulaqaatain [repeat] halchal ruki ruki, aur dharkan bole yunhi kisi apne ke sang woh ho le
rabba re kya huwa, rabba re dil gaya rabba kya maajra, kya khoya, kya mil gaya rabba re kya huwa, rabba re dil gaya rabba kya maajra, kya khoya aur kya mil gaya
kuch sehme sisakte yunhi khayaalon mein aur anjaani tanhai ke haalon mein [repeat] basti jagi jagi kya sargam cherey yaad ki dori ko thaam ke na chorey
rabba re kya huwa, rabba re dil gaya rabba kya maajra, kya khoya, kya mil gaya [repeat x2] rabba re kya huwa, rabba re dil gaya rabba kya maajra, kya khoya aur kya mil gaya |
|
| | | |
| | 04 - Ab Mujhko Jeena | Song Name: | Ab Mujhko Jeena | Film/Album: | Aashayein | Singer(s): | Zubeen Garg | Music Director: | Salim Marchant - Sulaiman Marchant | Lyricist: | Mir Ali Husain | Length: | 05:15 | Music Label: | T-Series |
| |
| Lyrics of Ab Mujhko Jeena Song | | ab hai ujaala, ab hai savera ab in hawaon pe karlun basera ab main zamaane ko hamraaz karlun ab aasmaanon pe parwaaz karlun is pal mein hai mujh ko jeena ab mujh ko jeena (x5)
nakaamiyon se darna kya jeene se pehle marna kya jhoom kar mera dil ab yeh mujh se kahe zindagi hai to zinda-dili bhi rahe ab eraadon ko hai thaan lena ab to khuwaabon pe hai jaan dena is pal mein hai mujh ko jeena ab mujh ko jeena (x5)
anjaana kangna manun main yeh pal hai apna, chalun main yahan chaaron taraf pyaar ke silsiley dekho veraaniyon mein bhi dil hain miley apni manzil ki mujh ko khabar hai ab to himmat meri hamsafar hai is pal mein hai mujh ko jeena ab mujh ko jeena (x5)
are you ready? okay... singh with me
ab hai ujaala, ab hai savera ab in hawaon pe karlun basera ab main zamaane ko hamraaz karlun ab aasmaanon pe parwaaz karlun is pal mein hai mujh ko jeena ab mujh ko jeena (x5) |
|
| | | |
| | 05 - Shukriya Zindagi | Song Name: | Shukriya Zindagi | Film/Album: | Aashayein | Singer(s): | Shafqat Amanat Ali | Music Director: | Salim Marchant - Sulaiman Marchant | Lyricist: | Mir Ali Husain | Length: | 04:22 | Music Label: | T-Series |
| |
| Lyrics of Shukriya Zindagi Song | | chan ke aai to kya, chaandni to mili (x2) chand din hi sahi yeh kali to khili shukriya zindagi, shukriya zindagi (x2) teri mehrbaaniyan, teri mehrbaaniyan shukriya zindagi, shukriya zindagi (x2)
sirf ek rang se tasveer hoti kahin gham nahi to khushi ki qeemat nahi [repeat] dhoop, chaaon hain dono to dilkash jahaan kya shikaayat karain, fursat kahaan shukriya zindagi, shukriya zindagi (x2) teri mehrbaaniyan, teri mehrbaaniyan shukriya zindagi, shukriya zindagi (x2)
apni taqdeer ki hai yeh daastaan kabhi qaatilaana, kabhi mehrbaan [repeat] mehrbaani jo dil ko qaraar aagaya apne qaatil pe bhi pyaar aagaya shukriya zindagi, shukriya zindagi (x2) teri mehrbaaniyan, teri mehrbaaniyan shukriya zindagi, shukriya zindagi (x2) |
|
| | | |
| | 06 - Pal Mein Mila Jahan | Song Name: | Pal Mein Mila Jahan | Film/Album: | Aashayein | Singer(s): | Shreya Ghoshal | Music Director: | Salim Marchant - Sulaiman Marchant | Lyricist: | Mir Ali Husain | Length: | 05:29 | Music Label: | T-Series |
| |
| Lyrics of Pal Mein Mila Jahan Song | | pal mein mila jahaan, hai dhuwaan pal mein pal mein yaqeen tha, ab gumaan pal mein pal mein ummeed thi, armaan pal mein pal mein bahaar thi, ab khizaan pal mein
pal mein mila jahaan, hai dhuwaan pal mein pal mein yaqeen tha, ab gumaan pal mein
ham se kiyunkar qismat roothi haathon se yeh jannat chooti jin ko sajne umr lagi thi woh hi sapne toote sab
pal mein ummeed thi, armaan pal mein pal mein bahaar thi, ab khizaan pal mein pal mein mila jahaan, hai dhuwaan pal mein pal mein yaqeen tha, ab gumaan pal mein
chora sab kuch jo kuch paaya yaadain teri bas le aaya tujh mein har pal khona chaaha kese khoya tujh ko hi
pal mein ummeed thi, armaan pal mein pal mein bahaar thi, ab khizaan pal mein pal mein mila jahaan, hai dhuwaan pal mein pal mein yaqeen tha, ab gumaan pal mein
|
|
| | | |
| | 06 - Chala Aaya Pyar | Song Name: | Chala Aaya Pyar | Film/Album: | Aashayein | Singer(s): | Mohit Chauhan | Music Director: | Pritam Chakraborty | Lyricist: | Mir Ali Husain | Length: | 05:18 | Music Label: | T-Series |
| |
| Lyrics of Chala Aaya Pyar Song | | khuwaabon ki lehrain, khushiyon ke saey khushbu ki kirnain, dheeme se gaey yahi to hai hamdam, woh saathi, woh dilbar, woh yaar yaadon ke naazuk paron pe chala aaya pyar chala aaya pyar... chala aaya pyar [repeat]
mohabbat ka dariya ajooba niraala jo tera, woh paaya kabhi na kinaara [repeat] jo bekhof dooba wohi to pohonch paaya paar yaadon ke naazuk paron pe chala aaya pyar chala aaya pyar... chala aaya pyar
kabhi zindagi ko sanwaare, sajaey kabhi mout ko bhi galey se lagaey [repeat] kabhi jeet uski hai sab kuch gaya woh jo haar yaadon ke naazuk paron pe chala aaya pyar chala aaya pyar... chala aaya pyar
khuwaabon ki lehrain, khushiyon ke saey khushbu ki kirnain, dheeme se gaey yahi to hai hamdam, woh saathi, woh dilbar, woh yaar yaadon ke naazuk paron pe chala aaya pyar chala aaya pyar... chala aaya pyar |
|
| | | |
| |
|
No comments:
Post a Comment